Song Title: Dil Deewana
Music: Raam Laxman
Lyrics: Dev Kohli
Singer(s): Lata Mangeshkar
—————————
Ho ho.. .la la la.. hmm..hmm..
Dil deewana, bin sajnaa ke, maane na..
Dil deewana, bin sajnaa ke, maane na..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..

Dhak dhak bole, ik ut dole, din raina..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Duniya maange apni muraade main toh maangu saajan
Ho o.. ho..
Duniya maange apni muraade main toh maangu saajan
Rahe salaamat mera sajna aur sajna ka aangan
Iske siva dil rab se kuch bhi chaahe na..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Yeh pagla hai, samjhaane se, samjhe na..
Oho ho.. la la la..
Oho ho.. la la la..
Jiye chahe banake anchal
Tumko lapetu tan pe
Oho.. ho..
Jiye chahe banake anchal
Tumko lapetu tan pe
Kabhi yeh sonchu main udd jaau
Tumko liye gagan pe
Aur bhi kuch hai dil ke iraade kya kehna..

♥♥♥♥♥